Showbiz ki dunia ma Ayeza khan ne dubara qadam rakh dia,sahdi ke 2 sal bad ayeza khan ab dubara Pakistani cereals me nazar ayen gi.
Ayza kahn na showbizz ki dunia me dubara qadam rakh dia , un ke 2bara qadam rakhte hi un ke pas contracts ki line lag gai , ayeza khan ko pakistan ke drama industry me beshumar maqbuliat hasil he.
Ayeza khan na shadi ki 2 sal bad dubara showbizz ki dunia me qadam rakha he ye jan lia jaye ke Ayeza khan ab 1 bache ki maa ha.
Ayza khan ka husbnad danish taimoor na bi Ayeza khan ko dubara dramo ma kam karne ki ijazat da di he jis ki waja se Ayeza khan dubara ab pakistani drama cereals ma nazar aye gi.